
Happy friendship day :heart:
:heart: gud morning all :heart:
:heart: Hasee chupaana kisi ko gawara nahi hota,
her musafir jindgi ka sahara nahi hota,
milte hai log is tanha jingi me per,
har koi dost tumsa payara nahi hota..
`
mulakaat maut ki mehmaan ho gayi hai…
Nazar ki zindigi sunsaan ho gayi hai….
Ab meri saans bhi meri nahin rahi….
Ye Zindagi aapki dosti par kurbaan ho gayi hai… :heart:
muje image nahi dikhti bro
