Anshara1  guestbook (11006) Sign guestbook

Browse Pages:< Previous 473 474 475 476 477 478 479 Next > 
Humera143
13 years ago
di hm Allah ka sukar thk hn ap kesi ho.
Humera143
13 years ago
waliakum salam di n
GOOD MORNING
SWEET N LOVELY SIS
miku1989
13 years ago
gud.mornig
hv a wonder full day
miku1989
13 years ago
w.salam di
prem765
13 years ago
">http://img9.uploadhouse.com/fileuploads/4152/4152679c9ffdced4f18697989cad6b8f6d858dd.gif" border="0"/>
Your soul came back from
">http://img4.uploadhouse.com/fileuploads/4829/482976490c5d01dd4f2771285b90cbb82a3ce6d.jpg" border="0"/>
dreamland re-united
">http://img5.uploadhouse.com/fileuploads/4492/44929157089e601d32f7cda07e0a26a1fb5be05.jpg" border="0"/>
with a sleeping
">http://img8.uploadhouse.com/fileuploads/3895/38955481a3726f23652fa7a72d7d7b50a46d961.jpg" border="0"/>
senseless piece
">http://img3.uploadhouse.com/fileuploads/4257/4257033aa12202b9ae2a12254bd79f1f20b279a.jpg" border="0"/>
of yourself
">http://img2.uploadhouse.com/fileuploads/4831/48312426adc16f08fa26a22f8796e03e6258216.jpg" border="0"/>
slowly open ur eyes
">http://img1.uploadhouse.com/fileuploads/4728/4728981f586cafd956beb3bb0ff6035aa302b33.jpg" border="0"/>
realize its abrand new day.
">http://img3.uploadhouse.com/fileuploads/5980/5980073f18d6366913051fd7af7c391ad6acdbb.jpg" border="0"/>
gud morng frnd nd have a nice day. . . . . .
miku1989
13 years ago
w.salam di
saira63
13 years ago
Walaikum salam meri busy di itne busy b na raha karo k apna khayal he na rakh paeo ap.is liye pahle apna khayal rakho phr koi 2ra kam karo.ok kaise ho ap
Humera143
13 years ago
di hm Allah ka sukar thk hn or aao nashta kr lo mery sath beth k?
Humera143
13 years ago
ASALAM~U~ALIAKUM
GOOD MORNING
HAVE A SWEET SUNDAY
zizo202
13 years ago

">http://media.picfor.me/0014B2EFB/azizo202-romantic--Herzen_large.jpg" border="0"/>
">http://media.picfor.me/0014B2EF8/azizo202-my--girl--sexy-woman--comments_large.jpg" border="0"/>

hay my frnd



aslam94
13 years ago
Jab log kisi se mohabat karte hain to uski buraiyan bhol jate hain,

Aur jab kisi se nafrat karte hain to uski Achaiyan bhol jate hain,
Hazrat ALI ( k.w)
A+A
aslam94
13 years ago
?
aslam94
13 years ago
30@S17/A 35
Bani Isrä'eel:
Yeh achhä tareeqä he aur bilihaaz anjaam bhi yehi bahtar he. A.35
Yäni duniyä men bhi aur aakhirat men bhi. Dunyä men is kä anjaam is liye bahtar he k is se baahimi aetmaad qä'im hotä he. Bechne waalä aur khareedär donon aek doosre par bharosä karte hen. Aur ye cheez äkhirkaar tijaarat k farog aur aam khush'haali kä sabab banti he. Rahi aakhirat, to wahaan anjaam ki bhalä'ee kä saarä däro'madaar hi imaan aur Khuda tarsi par he
A
aslam94
13 years ago
29@S17/A 35.
S Bani Isrä'eel:
Pemaane (measure) se do to poorä bhar (naap) kar do, aur tolo to theek taraazo se tolo. Ye achhä tareeqä he aur bilihaaz anjaam bhi yehi bahtar he. A.35.
Exp:
Ye hidaayat bhi sirf afraad k baahimi muaamilaat tak mahdood nä rahi, balke islaami hukumat k qiyaam k baad ye hukumat k farä'iz men daakhil ki ga'ee k woh mandiyon aur bäzaaron men auzaan (tolne wale) aur pemaanon ki nigraani karey. Aur wazan aur naap men kami karne waalon ko sazä'aen de.
Phir isi se ye wasee usool liyä gayä k tijaarat aur muaashi len-den men har qism ki be'imaaniyon aur haq talfiyon ko rokna hukumat k farä'iz men se he.
A+A
aslam94
13 years ago
28@S17/A 34.
Bani Isrä'eel:
Ahad (waade, Agreement) ki paabandi karo, beshak ahad k baare men tum ko jawäb dehi karni hogi.A34.
Exp:
Yeh bhi sirf infiraadi ikhlaaqiyät hi ki aek dafä nä thi balke jab islaami hukumat qä'im hui to isi ko poori qom ki daakhli aur khaarji siyäsat kä sange-bunyaad banäyä gayä.
aslam94
13 years ago
27@S17/A 34.
S Bani Isrä'eel:
Maale-yateem k paas nä phatko (jäo) magar ahsan tareeqe se, yahaan tak k woh apne shabaab (jawaani) ko phuhunch jä'ae. A34.
Explain:
Yeh bhi mahaz aek ikhlaaqi hidaayat nä thi balke aage chal kar jab Islaami hukumat qä'im hui to yateemon ki hifaazat k liye intizaami aur qänooni donon tarah ki tadäbeer akhtiyaar ki ga'een jin ki tafseel ham ko hadees aur fiqah ki kitaabon men milti he.
Phir usi se ye usool maan liyä gayä k Islaami riyäsat apne un tamaam shahriyon k mufaad ki muhaafiz he jo apne mufaad ki khud hifaazat karne k qaabil nä hon.
Rasoolullah S.A.W.W kä irshaad k,
"Men har us shakhs kä sarparast hon jis kä koi sarparast nä ho"
isi taraf ishaarä kartä he, aur yeh Islaami qaanoon k aek wasee baab ki bunyaad he.
A+A
aslam94
13 years ago
26@S17/A 33.
S Bani Isrä'eel:
Aur jo shaks mazlumaanä qatal kiyä gayä ho us k wali ko Ham ne (qasaas k) mutaalbe ka haq ataa kiyä he. Pas chaahiye k woh qatal men had se na guzre. Us ki madad ki jä'aegi. A.33.
Explaination:
Kiyon'k us waqt tak islaami hukumat qä'im na hui thi, is baat ko nahin kholä gayä k us ki madad kon karegä. Baad men jab islaami hukumat qä'im ho ga'ee to yeh kar diyä gayä k us ki madad karnä us k qabeele yä us k haleefon (it'haadiyon) kä kaam nahin balke islaami hukumat aur us k nizaame-adaalat kä kaam he.
Koi shakhs yä giroh apne tor par (khud hi) qatal kä intiqaam lene kä majaaz nahin he balke ye kaam islaami hukumat kä he k husoole-insaaf k liye us ki madad maangi jä'ae.
A+A
aslam94
13 years ago
24@S17/A 33.
S Bani Isrä'eel:
Aur mat qatal karo tum us jaan ko jise haraam kiyä he Allah ne, magar haq k saath. A 33.
Explaination:
Baad men Islaami qänoon ne qatal bilhaq ko sirf paanch soorton men mahdood kar diyä.
1. Qatal amad k mujrim se qasaas.
2. Deen-e-haq k raaste men muzaahimat karne waalon se jang.
3. Islaami nizaam hukoomat ko ulatne ki koshish karne waalon ko sazä.
4. Shaadi shuda (married) mard ya aurat ko irtakaabe zanä ki sazä.
5. Irtadaad ki saza.
Sirf yahi paanch soorten hen jin men insaani jaan ki hurmat khatam ho jaati he aur use qatal karnä jaaiz hotä he.
A+A
aslam94
13 years ago
23@S17/A 33.
S Bani Isrä'eel:
Continued Exp; A.33;
Duniyä k is imtihaan-gaah men Allah Taala jis tarah bhi hamaarä imtihaan le, usi tarah hamen aakhir waqt tak imtihaan dete rahnä chaahiye, chaahe haalaate-imtihaan achhe hon ya bure. Allah k diae huae waqt ko qasdan (iraadatan, jaan boojh kar) khatam kar k imtihaan gaah se bhaag nikalne ki koshish bajä'ae khud galat he, kujä k ye faraar (bhaagnä) bhi aek aese jurme-azeem k zaree'ae se kiyä jaaye jise Allah ne saaf alfaaz men haraam qaraar diyä he.
Is tarah se aadmi duniya ki chhoti chhoti takleefon aur zilaton aur ruswä'iyon se bach kar azeem-tar aur abdi (hameshä hameshä k liae) takleef wa ruswä'ee aur azaabe-jahnam ko apnaatä he?!
A+A21@S17/A 32.
S Bani Isrä'eel:
Exp; Continued:
Yeh dafä (rule) äkhirkaar Islami nizaame-zindagi ki buniyäd bani. Is k maqsad (mansha) k mutaabiq zanä aur tuhmate-zanä (ilzaam) ko fojdaari (criminal) jurm qaraar diyä gayä, parde k ihkaam jaari kiae ga'ae, fawaahish ki ashä'at ko sakhti k saath rok diyä gayä, sharaab aur moseeqi (music) aur raqs aur tasaaweer par (jo zanä ki qareeb tareen rishte'daar hen) bandishen lagä'een ga'een, aur aek aesä izdawaajee qänoon (family law) banä'yä gayä jis se nikaah äsaan ho gaya aur zanä k muä'sharti asbaab ki jarr kat ga'ee.
A+A
aslam94
13 years ago
21@S17/A 32.
S Bani Isrä'eel:
Exp; Continued:
Yeh dafä (rule) äkhirkaar Islami nizaame-zindagi ki buniyäd bani. Is k maqsad (mansha) k mutaabiq zanä aur tuhmate-zanä (ilzaam) ko fojdaari (criminal) jurm qaraar diyä gayä, parde k ihkaam jaari kiae ga'ae, fawaahish ki ashä'at ko sakhti k saath rok diyä gayä, sharaab aur moseeqi (music) aur raqs aur tasaaweer par (jo zanä ki qareeb tareen rishte'daar hen) bandishen lagä'een ga'een, aur aek aesä izdawaajee qänoon (family law) banä'yä gayä jis se nikaah äsaan ho gaya aur zanä k muä'sharti asbaab ki jarr kat ga'ee.
A+A
Browse Pages:< Previous 473 474 475 476 477 478 479 Next > 
Contact Us | Blog | Translation | Terms of Use | Privacy Policy

沪ICP备06061508号
Copyright © 2006 OwnSkin.com    
-
Loading content
There is a problem with loading the content.