
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Yeh badal ki chaadar
Yeh taaro ke anchal Mein chup jaye hum, pal do pal
Hooo..oo..


Dheko kahan aa gaye hum sanam
saath chalte
Jahan din ki bahon mein rathon ke
saaye hai dhalte
Chal woh chowbare dhonde, gin mein
chahat ki boonde Sach kar de sapno ko sabhi
Hooo..
Aankho ko neeche neeche, mein tere
peeche peeche
Chal du jo keh de tu abhi
Bahron ke chaat ho, dua oon ka haat ho
Padthe rahe yeh gazal
Hoo..ohh

Dheka nahin mein ne pehle kabhi yeh
nazara
Badla huwa sa lage mujhko aalam yeh
sara
Suraj ko huyi hai rarat, raaton ko kare
shararat Bheita hai khidki pe teri
Haaannnn
Is baat pe chand bhi bigda, kathra
kathra woh pigla
Bhar aaya aankho mein meri
Toh suraj bhuja doon, tujhe mein saja doon
Savera ho tujh se hi kal
Hooo…oo.
(Falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal) :note.
