Walaikum salam di
GoOd MoRnInG
walaikum salam di
kaisi ho ap.hum thk ha.ap kya kar re ho
ok jaan ab hum jate hain apna khayal rakhna bye Allah hafiz
walaikum salam warahmatullah wabarkaatthu
Rafta rafta bujh gaya chiraag e aarzu....
Pehle dil..pir dunia...ab zindagi khamush hone lagi hai....
Meri preshani ka sabab nahi hai koi......
Mera ehsas hi karta hai preshan mujhko...
Abki bar yun todho mujhko k biqar jayen hum.....
K pir se na biqre na todh pao tum....
Yunhi maosam ki ada dekhi to khayal aya......
Kis qadar jald badal jate hain insan..jaana"
Tumko naraz hi rehna hai to kuch baat karo......
K chup rehne se muhbt ka gumaan hota hai..
Samandar me fanaa hona to kismat ki kahani hai.....
Jo marta hai kinare pe muje un par dukh hota hai....