Are wah pulao banaya hai jaldi lao aur khilao b ap
ladki ka job karna humen b pasand nahi aata magar apka agar dil karta hai to hum apka sath denge warna nahi karo kyun k aurat ghar me thek lagti hai
Kuch Sawalat, 1) Ap Kehtay ho Nabi Alaihe Salam Bashar b hain aor Noor b to 12 Rabi-ul-Awwal Ko Bashri Wiladat Manai Ja Rahi Hay Ya Norani? 2) Bashri HaTo Norani Q Nahi? 3) Norani HaTo Bashri Q Nahi? 4) Norani Wiladat Kis Tareekh ko Manao Gay? 5) Bashar kehna Gustakhi hato Sirf Bashri Wiladat Manana Gustakhi Q Nhi? 6)Kahan Likha hay k Nabi Alaihe Salam Zaat k Lehaz se Asal mai Noor hain lekin Wo Bashri Libas mai
ap job kar sakti ho humari ijazat hai
HanFia:Msg # 38)
Hum ne Quran o Sunnat se sabit kia k Tamam Makhlokaat mai se Ashraful Makhlooq sirf Bashar hay aor Pak Mohammad Sallallaho Alaihe Wasallam Zaat k lehaz se Bashar hain,
Jo Nabi Mohammad Sallallaho Alaihe Wasallam ko Ashraful Makhlooq Yani Bashar nahi manta, Asal mai wo Ghustakh e Rasool hay,
ALLAH muje aor Apko Apne Aqaid Quran o Sunnat k Mutabiq Bananay ki Toufeeq day. Aameen.
HanFia:Msg #34) Jo Batain hum ne Sabit kien wo Yeh hain, 1) Aqal Rakhnay wali Makhloqat sirf 3 Type ki hain, Noori, Naari aor Khaki, Aor in 3enon Makhloqat mai se Bashar Afzal hay Q k Ye Ashraful Makhlooqat hay aor Esko Noori Makhlooq ne Sajda kia, 2) Quran mai Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam ko ALLAH ne Hukam dia k kaho Main b Bashar hon Jese Tum Bashar ho, 3) Quran mai ALLAH ne Nabi Alaihe Salam ko hamari Jins mai se kaha
HanFia:Msg #31) Ahmed Raza Khan k Khalifa Naeemuddin Muradabadi ne b Surah Maida,Ayat #15 se Nabi Alaihe Salam ko Zaat k lehaz se Noor Murad nahi liya bal k Nabi Alaihe Salam ko Sifaat k lehaz se Noor e Hidayat Murad lia hay, Es Ayat ki Tafseer mai Wo Likhtay hain k Ap Alaihe Salam ko Noor farmaya gaya Q K Ap se Tareeki e kufar door hoi aor Rah e haq wazeh hoi (Khazain ul Irfan Hashia Kanzul imaan, Page#130, Maktaba Rizwia)
HanFia:Msg # 30) Surah Maida Ayat # 15 mai Noor se Murad Quran hay Q k Quran k zariye Shak aor Shirk k andhery door huye aor Logon pe Jo kuch haq Posheeda tha usko Wazih kiya (Tafseer e Madarik, Jild#1, Page#398, Bezawi, J#1, Page#268, Tafseer Ibne Kaseer, J#2, Page#34) Kuch Muhaddiseen ne Yahan Siffaat k lehaz Nabi Alaihe Salam ko Noor murad liya hay, Par Kisi ne b Ye nahi kaha k Nabi Alaihe Salam Zaat k Lehaz se Noor hain
HanFia:Msg # 25) Mai ALLAH K Noor se hon aor sari makhloq Mere Noor se (Madarij-ul-nabowa) Agar koi kahay k Nabi Alaihe Salam Zaat k lehaz se Noor hain Q k es hadees mai hay k Mai ALLAH k Noor se hon. To Ap Es hadees k 2sray hisay pe ghor krain "Aor Sari Makhlooq Mere (Mohammad S.A.W) K Noor se" To phr to sari makhloq He Nori ho gai, Bashar koi raha he nahi. Q k Es hadees k mutabiq sari Makhlooq Mohammad S.A.W k Noor se hay
HanFia:Msg # 20) Quran: Logon k Pas Hidayat aa gai to Unko Imaan Lanay se yehi Cheez rokay rahi k Unhon ne Kaha k ALLAH ne 1 Bashar ko he Rasool Bana kar Kion bheja ???? Aap SalLalLaho Alaihe Wasallam Keh Dain k Agar Zameen main (Noori Makhlooq Yani) Farishtay chaltay phirtay aor Bastay hotay to Hum Aasman se kisi Farishtay (Noori Makhlooq) ko he Rasool bana kar Bhejtay (Surah Bani Israeel # 17, Aayat # 94, 95, Para # 15)
HanFia:Msg # 21) Zameen Par Farishtay Yani Noori Makhlooq to Basti nahi hay, Bashar yani Khaki Makhlooq he Basti hay, Es Liye to Hamaray Pak Nabi Mohammad SalLalLahu Alaihe Wasallam ko ALLAH ne hamari Rehnumai k liye Bashar bana kar Hamari Jins main se bheja. Esi waja se ALLAH ne Farma diya k Quran: Mominon par ALLAH ne Ehsaan Farmaya k in main inki jins se RASOOL bhej diya. (Surah Aale-Imran # 3, Ayat # 164, Para # 4)
HanFia:Msg #22) Jo Log Nabi Alaihe Salam ko Bashar nhi mantay Lekin Ayse Log Azwaj Motahharat ko Bashar Mantay hain, Yaad rakhain k Ksi b Maslak k Nazdeeq 1 Jins ka Nikah 2sri Jins se nahi ho sakta, 1) Agar ho skta hato Apni Fiqa k Imaam ka Fatwa dekhain, 2)Agar Nabi Bashar na thay to kis jins k thay aor Azwaj e Motaharat kis Jins ki thien? 3)Zahir mai bashar thay to ye kahan lekha hay k Nabi sirf Zahir mai bashar hota hay?
HanFia:Msg # 19) Hazrat Ayesha Razi Allah Unha se Pochain K Nabi Pak Mohammad Sal-Lal-Lahu Alaihe Wasallam Bashar thay Ya Noor ?? Mafhome Hadees: Hazrat Ayesha Rz.A Farmati hain: Nabi Sal-Lal-Lahu Alaihe Wasallam Basharon main se 1 Bashar thay, Bakri ka Dodh Nikaal Lete thay, aor Apne Kaam Khud he kar lete thay (Shumail e Tirmazi, Hadees # 320, Baab: Inkisari Farmana) Es Hadees ki Sanad Sahi hay aor Es k Sab Ravi Siqqa hain
HadiSMS:Msg #11)
Quran:Mominon par ALLAH ne Ehsaan Farmaya k in mia inki jins se RASOOL bhej dia
(Surah Aale-Imran # 3, Ayat #164, Para #4)
Jo Hamari Jins hai wohi Hamaray Pak Nabi Mohammad Alaih Salam ki Jins b hay, Hum Bashar hain To Pak Nabi Mohammad Alaih Salam b Bashar hain, Lekin Hamaray Nabi S.A.W Sab insanon se Aala aor Afzal insan hain. ALLAH k Baad Mere Pak Nabi ka Maqam hay, Aor Bashar to Ashraful Makhlokat hay
HadiSMS:Msg #4)
Sawal #3:JIN kis ko kehtay hain?
Jawab:Jin ALLAH ki aysi Makhlooq ko kahien gay Jis ko ALLAH ne AAG se banaya aor Jin wo hoga Jis ko Chowa na ja sakay par Wo Aqal Rakhta ho,
Aqal Rakhnay Wali Makhloq mai Noori, Naari aor Khaki shamil hen, Aqal Rakhnay Wali Makhloqat sirf 3 type ki hen, es k ilawa Aor Koi nhi hay, Agar JIN kbi insani Shakal mai aa b jaye to b wo Jin he kehLaye ga Koi osay Insan nhi kahega.
HadiSMS:Msg #3) Sawal #1:Insan yani Bashar kese Kehtay hain? Jawab: Insan ALLAH ki Aysi Makhlooq ko kahien gay Jis ko ALLAH ne Matti se banaya ho aor Insan wo hoga Jis ko Chowa ja sakay aor Wo Aqal b rakhta ho Sawal #2:Farishta kese kehtay hain? Jawab: Farishta ALLAH ki Aysi Makhlooq ko kahain gay jis ko ALLAH ne Noor se banaya ho, aor Farishta wo hoga Jis ko Chowa na ja sakay lekin wo Aqal Rakhta ho.
Us insan par bharosa karo jo tumhari 3 batain jaan sake...
1-Muskurahat ke pichhe dukh
2-Gusse ke pichhe ulfat
3-Chup rehne ke pichhe wajah.
ab chup karo gusa karna haram hai limri
.....Dil to chahta hai ke Aaj mar jaeyn teri khatir Hum.....
.....Magar darte hain ke marne ke bad tum kisi or ke na ho jao......