Its ok yar

how are u?
Whear are u from?
Im Ali from Rajsthan and u?
Oh yar ap bhi nhi janti mai bhi nhi janta

Ali likhega to gud hi hoga na

"Koi gazal sunakar kya
karna..
Yu baat badhakar kya
karna,♥
Tum mere ho, mere
rahoge..
Duniya ko batakar kya
karna,♥
Tum pyaar nibhao chahat
se..
Koi rasam nibhakar kya
karna,♥
Tum khafa bhi achhe
lagte ho..
Phir tumko Manakar kya
karna,♥
Tere dil me aakar baithe
hain...
Kahin aur jakar ab kya
karna,♥
Raatein yaad se achhi
guzrengi..
Phir tumko bhulakar kya
karna."
tumhara saya mere uper v padne laga hai...
bas 2mnt se bach gaya, or aj sndy ka maze le rahi ho..
ishika wr r u frm! or ap kya karti ho! a sub coman hoti na sub puchte rahte hy.. tk kabse os me ho aap!
sorry sorry sorry kya kare mujhase galtiya aksar ho rahi h aj kal.sorry yaar.
Yaad to mai tumko waise v karta hu tum koi bolne ki chej thori h.
Sorry yaar ab bol diya to eccept kar lo.
Yaa mai samajh gaya tha dear.
Ok kosis karke dekhta hu. N help k liye thanx. You are nice girl.
Takleef yahi h ki mai uske ghar nahi ja sakta.
Mera ek friend 2 din se naraj h..
Humse bat karke sabhi boring feel karte h. Right na?