bj hmara net nhi chal raha tha bhot kosis ki par vo nhi chala aaj hme netne rula diya motu hmne jo milne ka vada kiya aaj es net ki vajhse nibha na paye
Ek dost bola tu shadi kis se karega? Mein ne kaha mein shadi shuda hon. … Kehne laga kon hai tera jeewan sathi? … Mein ne kaha yadain hain kisi ki. Kehne laga kis ne parhaya tha tera Nikah? Mein ne kaha mustaqbil ke khwabon ne. Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi? Mein bolne hi wala tha k aankhon se aansu chalak paray…. Wo bola usay chhor kyun nahi deta? Mein ne kaha HAQ-MEHAR mein apni Zindgi likhi hoi hai!…?.