are wo rosgulla nahi hai wo haipopcorn ka laddu nir ko rosgulla se allergy hai. rosgulla khane ke baad wo apne aap ko school ka head master samajhne lagtha hai
dekh pari thera dost mera dost lekin thera pati ??wo kaun hai sunne mein aaya hai ki wo tumse tumhari paison aur sudartha ke liye shadi kar raha hai ghar jamai bannewala hai bechara
tumko kya ?tumhari jud gayi hai. nir bhi line me aagey hai, Waise tumhari hone wali saas tv soap opera ke saas ke samaan hai kya? thab tho tumhari wat hai
pari thera pati thera parm eeshwar hai waise os walo ko kya samjhenga kya malum shadi hone ke baad hum logo ka kya hoga waisee shadi kab karrahi hai? lagtha hai ki ladka dekh ke rakkha hai mubarak ho shadi me zarur bulana lekin nahi aaoonga
tumse shadi karne ke baad wo bail nahi tho kya hai? waise bhi tumhare jaise software wali ladkiyon ka pati aksar bail hi hotha hai kyon ki agar wo bail nahi hai tho tum usko hardware bana dengi