Apni bebasi par aaj rona aaya.... Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya.... Har dost ki tanhhaayi door ki.... Lekin khud ko har morh par tanha hi paya:(
kitaabon mein kehte hai phool todna mana hai baagon mein kehte hai phool todna mana hai... Phoolo se kimti cheez hai dil koi nahi kehta dil todna mana hai