Ye dil na jane kya kar baitha . Puche bina hi mujhse faisla kar baitha, Is zameen par toota sitara nahi girta Or Ye pagal chand se dosti kar baitha...
kiana adhura lagata hai sub kuch jab badal ho aur barish na ho jab zindagi ho aur pyar na ho jab ankhain ho aur khuwab na ho aur jab dost ho aur sath na ho.
Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho Wo Sada Tumhain Naseeb Ho Tujhe Wo Khulos Milay Ke Jo Teri Zindagi Pe Muheet Ho Jo Mayaar Tujhko Pasand Ho Jo Tumhare Dil Ki Umang Ho Teri Zindagi Jo Talab Kare Teray Hamsafar Ka Wo Rang Ho Jo Khayaal Dil Main Aseer Ho Or Dua Main Bhi Taseer Ho Teray Haath Uthtay Hi Khuda Karay Teray Saamne Tabeer Ho Tujhe Wo Jahan Milay Jidhar Ghamon Ka Koi Guzar Na Ho Jidhar Rooshni Ho Khuloos Ki Or Nafratoon Ko Khabar Na Ho
Aaj mosam mein kuch ajeeb si baat he, bekabu se hamare jazbat he, ji cahta he tumharee saab khana chura lu, par mummy kehti he ki chori karma buri baat he
Suraj dube bina raat nahi hoti, kya kare ab kuch aise halat hai, aapki yaad aaye bina din ki shuruat nahi hoti.
Khuda kare har raat chand ban ke aaye, Din ka ujala shaan ban ke aaye, Kabhi door na ho aapke chehre se hasi, Naya din aisa mehaman ban ke aaye… ,^,@ (-_-) \\ \\// ( \ \ ) )\(