
assalaam-u Alaikum
aik khiyaal ye.. hamain bhi aaya tha
par khiyaal ye bhi rad ho gaya ...
ham kai din se anjuman se ghair HaaZir hain ...
koch Tabiyat ki kharaab koch apni maSroofiyaat...
khair...dekhte hain ...
ho rahe ga ..koch na koch ..ghabrayain kiya ..
allaah baaqi ...min kulle faan
was salaam wa raHmah