Ye anty k liye hai
Zindagi rukh badal gayi hoti,
Kash tu mujh ko mil gayi hoti,
Zindagi ko galey laga leta,
Har tamana pighal gayi hoti,
Kash tu mujh ko mil gayi hoti,
Khawab palkon pe mein sajaa leta,
Tujh ko seeney se mein laga leta,
Apne dil mein tujhe basaa leta,
Meri kismat badal gayi hoti,
Kash tu mujh ko mil gayi hoti,
Aahh nikle gi hont si loon ga,
Jis tarah ho sake ga jee lon ga,
Zeher bhi hanste hanste pee loon ga,
Gham ki yeh dhoop dhal gayi hoti,
Kash tu mujh ko mil gayi hoti,
Ab tere gham ko dil mein paloon ga,
Haan judai ka zakham kha loon ga,
Maut ko bhi galey laga loon ga,
Maut bhi aa ke tall gayi hoti,
Kash tu mujh ko mil gayi hoti..
Pyar woh aur mere dil mein barhaa deta hai,
Kabhi rota hai kabhi mujh ko rulaa deta hai,
Kaun aata hai meri ankhon mein jugnu le ker,
Khawhishain kaun mere dil mein jaga deta hai,
Pehle karta hai bare naaz se be-barg o samar,
Phir meri rooh mein phool wohkhilaa deta hai,
Woh mera chand meri ankhon se aujhal ho kar,
Ik sitara meri palkon pe sajaadeta hai,
Us ki har roz ki mulaqat se dar lagta hai,
Roz milta hai to ik zakham neya deta hai,
Apni qurbat mein bhi rakhta hai woh furqat ki fizaa,
Mera apna hi to hai mujh ko sazaa deta hai,
Aatish-e-gham se mere dil ko jalaata hai Nadeem,
Woh ajab shakhs hai sholay kohawaa deta haiā¦
Khali Kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha,
Tanhai Mein Shehar Basaya Karta Tha,
Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat,
Deewaron Ko Dard Sunaya Karta Tha,
Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baton Par,
Or Phir Khud Ko Aap Hansaya Karta Tha,
Jalne Lagti Lahoo Mein Judai To Ro Deta,
Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karta Tha,
Kachi Umar Ka Pyar Use Le Doba ,WASI,
Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karta Tha..

:rofl::rofl::rofl::rofl::rofl:
Ok vhai men chla sleep hone

Gud nite tc

Ah ye kya dekha dya mere ko

Garmi hone lag gya re mero ko jaldi pani dal

warna aag lag jaygi:hee::hee:

:rofl:
Kuch nai baja vhai

:hee:
Sab khatm ho gya

:rofl:
Men to kab entzar men tha:rofl::rofl:thanx:rofl:
aaahhhhhhhhhh

:love:
Esi vajai di k ab kbi bi nai vaje gi

:rofl::rofl::rofl:
Bhot miss kiya mene aap ko

lekin hm uyha aa nhi paye q ki hm thoda bsy the es vjhse
Oy kya huva tumko kasur bole to kyua kiya mene vo bolo me to last 2wick se aae bhi nhi aaj hi aae hu me aap ko wish karne happy frindship day

Sab apna apna hisa le rha he

:hee:
Mera hisa bi rkhna:hee::hee:
Khuda ko dikh raha hoga.
Na dil tujhse judaa hoga.
Teri taqdeer mein mujhko,
woh ab toh likh raha hoga.
Khuda ko dikh raha hoga.
Na dil tujhse judaa hoga.
Teri taqdeer mein mujhko,
woh ab toh likh raha hoga.
Tera hi bas hona chaahoon.
Tere dard mein rona chaahoon.Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon.
Tera hi bas hona chaahoon.
Tere dard mein rona chaahoon.
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon.
(Kar le kabool khudaya mere sajde.
Ab toh naseeb mein usei likh de.
Ho, kar le kabool khudaya mere sajde.
Ab toh naseeb mein usei likh de.)
Tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga.
Tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga.
Aansu meri palkon pe, yun hi na aaya hoga.
Dena mujhko aawazein,
Ya sunn meri fariyadein,
Ghere hain mujhko yaadein, bin .. te..re.
Tujhe hi bas paana chaahoon.
Khud ko main khona chaahoon.
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon.
Tera hi bas hona chaahoon.
Tere dard mein rona chaahoon.
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon.
(Khuda ko dikh raha hoga.
Na dil tujhse judaa hoga.
Teri taqdeer mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga.)
Dil ne ibaadat ki hai, teri bas chaahat ki hai.
Dil ne ibaadat ki hai, teri bas chaahat ki hai.
Likh aya arziyon mein, tujh bin jeena nahin hai.
Mujhme ab main kahan hoon.
Tujhme rehne laga hoon.
Main toh bas jee raha hoon, bin .. me..re.
Tujhe khwaab mein dikhna chaahoon.
Teri saans mein khona chaahoon.
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon.
Tera hi bas hona chaahoon.
Tere dard mein rona chaahoon.
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon.
(Khuda ko dikh raha hoga.
Na dil tujhse judaa hoga.
Teri taqdeer mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga.)
!!Few Relation In Earth Never Die!!
"Want know wat is it?"
!!Read again!!
(F)-Few
(R)-Relations
(I)-In
(E)-Earth
(N)-Never
(D)-Die...
"FRIENDS"

GoOd NiGhT My FrIeNd:sleeping:
TaKe CaRe AlWaYs
Koi baat nai vhai

Bare bare mulkon men asi choti choti baten hoti hi rahti han

:hee::hee:
S R K style:hee::hee:
You told me to Forget you,
but
Tell me How can i Forget you
When you are Only One who is in My Mind 'n Heart.. What will i Remembr when i Forget you.( 
:heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:
:heart: :heart:

:heart: :shy2: :heart: :shy2: