
salaamat baashd
mera sohna laadla khailan ko maaNge chaand..
HairaaN hoon ke kiya samjhooN ...
ab aap ne kon se chaand ki baat ki hai ...
zara samjhaa bhi dain ...
hamaari to nanhi si kamzor si Aqal hai...
waise ham ne ...khaasi chaand maari ki ...
phir bhi ...HaaSil jama ...0/0 hi raha ..
aap zara si rahnumaayi farma dain ...
was salaam wa raHmah