Naba ji hum to apne dushman ka b dil nahi dukhaya zindagi me lekin ye anshara pagal hai na kuch bataya bs achanak baat karna khatam kar di hum msgs kar kar k thak gaye magar koi reply nahi bina wajah ke
is liye apko aisa kaha agar bura laga to maaf kar dena ji
ab hum us se koi baat nahi karenge kabhi b ye b humen miku ne kaha tha warna aise logon se ghin aati hai jo bina wajah bataye dilon se khilwaad kia karte hain
i hate him
