Tere bina jiya na jaye, socha na jaye tere bina, tere bina
Dil de ke jaana, jaan de ke jaana
Kurbat kya hai, mohabbat kya hai
Duniya ki daulat mil bhi jaye to
Tu na mila, to kuch na mila
Meri wafa ko na aazmaana, ye na bhool jaana
Ki main hoon teri, teri apni
Tere bina jiya na jaye, socha na jaye tere bina, tere bina