myne kuch galt keh dia kya?

myto bs tuje teri pehchan bata rai ti jo tu ab bhul chuki hai..

my nai chahti k kuch b galt ho

tu apne dilse faisala le..ek br sbkuch soch agar tu koi faisala legi to kya hoga asar padhega aur kya hosakta hai.. Jaan sbkuch soch sbkuch kya tha kya hai kya hoga aage sb