Ap jail me ho

mai bi ata hu apke paas kisi ka katal karke

anu ki bina mai bahar kya karunga

Meri sir pe chot lag gayi dawa lagao na

Badnam Zamanay main mohabat nahi kartay,
Dil walay to dushman say bhi nafrat nahi kartay,
Ek bar jisay chaha sada ussi ky rahay,
Hum log amanat main khiyanat nahi kartay,
Tanhai main kar laitay hain yad ansoo baha kar,
Zahir kabhi hum apni Ebadat nahi kartay,
Waqt anay par maloom yeh ho jaye ga tum ko,
Hum sirf dikhawe ki mohabat nahi kartay,
Likhtay hain faqat ik tumharay liye ghazalain,
Har shaks pe hum aisi inayat nahin kartay!
Asi tan wadhiya han ji tusi sunao

hai anu hw r u? aapka ek msg bi nahi?