Badsha ne elan krwaya k shadi shuda mard 2 lines me kharre hon.1 line me wo jo BV se darte hen 0r 1 me wo jo nhi darte.Darne walon ki lambi line thi. Jb k na darne walon ki line me 1 Aadmi tha.Badsha ne us se kaha: To aap BV se nhi drte.Us ne kaha:.Pata nhi g.Muje to Bv keh gai hai k is line me kharre rhna warna tangain tor dungi!!
{Hadees:- Abu horaira rizi allah ho ta'ala anho farmate hai ke Mohammed sallallah ho alaihi wasallam No.212} ne farmaya meri ummath ke sab log (chahe wo gunah gaar hi hoon) Ek na ek din bahisht (jannath) mein jaein ge magar jo meri na farmani kare Sahaba ne pucha ya Rasool Allah (SAW) na farmani se kya muraad hai aap (SAW) nefarmaya jis ne meri baat suni (meri itta'ath sab ki itta'ath par muqaddam rakhi) wo toh bahisht (Jannath) mein Jaye ga jis ne meri baat na soni wo dozaqh (Hell) mein jaye ga. (Sahi buqaari, Teesri Jild,Page No.307)