Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki, Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki, Apna dard kise dikhau aye dost, Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki…
Dil se jo faisala hona tha “khaskar” nahua, Sab se hota hai to phir mujhse hi kyon kar na hua, Jitna iss bar hua tujse main milkar tanha, Itna tanha to kabhi khud se bichhadkar na hua.