Fansle aur kam ho rahe
hai
Door se pass hum ho Rahe Hai
manglunga tujhe aasma se chhinlunga tujhe is jaha se
tu haan kar ya na kar tu hai meri kaa ka k kkk ran




☆·•●♥gυ∂ ηìght ƒяιєη∂z♥●•·☆


Oyyy ye to sirf eik song hai

Ji ne lagi hu

pehle she jayda

pehleshe jayda tujpe mar ne lagi hu

:p:p
Bas aapko hi yaad karti hu ,,
Din - raat yuhi tadapti hu ..
Bheed mein basi tanhaayi hai ,,
Shor mein bhi chuppi chhaai hai ..
Ik - ik pal nahi kat taa hai ,,
Ehsaas aapka har dam sataata hai ..
Zor - zor se yeh dil hai ro rahaa ,,
koi bhi nahin ,, meri sunn ne ko yahaan ..
Andhkaar or akelaapan hai dastaa jaa rahaa ..
Zindagi ki yahi hai reet ,,
Gam hi hai humsafar ,,
Khushi kahaan mere naseeb ..
Banaawati baaton ka failaa dal - dalaa ,,
Nakli mukhauton ka lagaa hai melaa ..
Base the aap mann mein mere ,,
Jeevan ke ek atoot hisse jaise ..
Saath jabse choota hai aapka ,,
Chalta rehta hai bas yaadon ka sil sila ..
Muskaan bhi hai kahin guumm hogai ,,
Zindagi maano khud se hi rooth gai ..
Har choti - badi cheez se hai judii ,,
Koi khatti - meethi ,, pyari si baat aapki ..
Rahaa na kuch un yaadon ke sivaa ..
Khwabon mein bhi taras gai nazarein ,,
Bekaraar ho dhundhti rahi saaya aapka ..
Reh - reh ke hai jo hasaataa - rulaataa ,,
Kuch hosh - khabar nahi rehti ab mujhko ,,
Har pal soojhta hai ab bas khayaal aapkaa ..
Reply With Quote
Woh kareeb hi nahi aaye to izhar kya karte,
Khud bane nishana to shikar kya karte,
Mar gaye par khuli rahi aankhein...
Is se zyada kisi ka intezar kya karte.
ek umar hai jo tere bagair guzarni hai
ek lamha hai jo tere bagair guzara nhi jaata
dukh aaya sukh khoya hum ne,
pyar ke toofan main hum ne,
kaise din the kaise raatein thi,
kya umeedein thi kya umagein thi,
gulon ke mehfilein thi bahar ke charche the,
pyar ke geet the, pyar ke charche the ,
dukh ayaa sukh khoya hum ne,
pyar ke toofan main hum ne,
din gujare gum ke saaye main,
raatein beeti yaadon ke sahare,
pal pal kat ta raha yuhi,
dukh bhi sehm gaya yuhi,
khushi ke woh lamhe loute,
dekh ker ashk bhi muskuradi,
sukh ayaa dukh bhi khush huva
toofan pyar ka jilmilane laga.
__________________
kaha usne bharoosa dil pe itna nahi karte .
kaha me ne mohabbat me kabi socha nahi karte
kaha us ne khush rang duniya k nazaray hain.
kaha me ne jab tum ho paas,hum kuch dekha nahi karte
kaha us ne main tum se door ho lekin tumhare paas ho.
kaha main ne sapno se dil ko behlaya nahi karte.
kaha us ne tumhari chahat tumhe ruswa kar de gi.
kaha main ne shorat se gabraya nahi karte
kaha usne samjh jao meri jaan samjh jao.
kaha main ne dewano ko samjaya nahi karte
__________________
Mujhe Tujhse Mohabbat Hai
Ye Kisi Ko Batane Ki
Mujhe Zaroorat Nahi Hoti ..
Log Meri Ankho Se Pahchan Jaate Hain
Jab Bhi Kisi Ki
Zuba Pe Tera Naam Aata Hai .. |
Taqdir k khel se kabhi mayus nhi hote,
Zindgi me aise kabhi bebaas nhi hote,
Hatho ki lakiron par yakeen mat krna,
Taqdir toh unki bhi hoti h..Jinke haath nhi hote!
लुक-चुप के ना देखो की शक मे पढ़ जायें,
इस कदर मुहब्बत कर बैठे मरह भी ना पायें,
गली यार की गुज़रो तो छुपे तीर ना चलाओ,
निशाना जो ठीक लगा घायल ना हो जायें,
पहले-पहल हसीनो मे लुक-चुप देखने की आदत होती,
मुहब्बत जो करनी है सीधे एलान-ए-जंग मे आजाओ,
कहते पुराने आशिक़ छुप कर देखना हुस्सन की आदत है,
जो करें खुल्म-खुल्ला प्यार तो बाज़ार भाव ना गिर जायें,
दिल-ए-महबूब'सागर[]'की घराइयो मे कुछ ना छिपा पाओगे,
टूटा सबर तो फिर अपना कुछ ना बचा पाओगे,
Luk-chup ke na dekho ki shq me pdh jayein,
Is kadar muhabbat kar baithe mar bhina payein,
Gali yaar ki guzaro to chupe teer na chalaao,
Nishana jo thik laga ghayal na ho jayein,
Pahle-pahl haseeno me luk-chup dekhne ki adat hoti,
Muhabbat jo karni hai sidhe elaan-e-jang me aajaao,
Kahte purane aashiq chup kar dekhna hussn ki aadat hai,
Jo Karein khulm-khulla pyaar to bazar bhaw na gir jayein,
Dil-e-mehboob'Sagar'ki gharayiyo me kuch na chipa paaoge,
Toota sabar to phir apna kuch na bacha paaoge,
__________________



● gʘʘ∂ ═►══ єvภG ════ ғяเεท∂s ═●►

dimag b me jati hu bad me milege bye tc baba

:$
dil mera pario jaisa h
ha zamin pe hi rehti hu
Yehi Zindagi Ka Usool Hai,
Jo Bichar Gaya Usay Bhool ja,
Jo mila hai Dil se laga k rakh,
Jo nahi mila ussy Bhool ja,
Na wo Dhoop tha na wo Chandni,
Na Chirag thaNa Wo Roshni,
Wo Khayal tha koi Khuwab tha,
Wo tha Aaina ussy Bhool ja,
Wo jo tery Dil k Qareeb tha,
Wo na jany kiska NASEEB tha,
Tujhe Hans k usny Bhula dia,
Tu bhi Muskura kar Usay BHOOL ja!!
Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai Teri Dosti
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat
Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti…
arey mamu muje aaj tak pata nai kitne chacha mile

par sab rejected mal they:hee: meri royalness ke samne shyad he koi tika ho


lekin mamu tum bato tume ye aakhir hamesha dhokebaj mamiyan kyun milte hain:hee:
koi loyal mami dhundo wo bhee real mei net par nahi:p:hee:
Bahut door hai hamari aankho se,
aapki surat ka nazaara..
per hum hawa ke
her jhonke se poochh
lete hai,
kaisa hai khubsurat dost hamara.