Are tu t0 bura maan gaya pyare

wo kahawat suni hai genhu me ek do ghun ho to wo v pis jate hai genhun samajh ke tu to ghun hai genhu thodi meine to genhu ka kaha ghun ko thodi av ghun pis jaye to genhun aur chakki ki kya galati waise v aaj kal ki chakkiya electric se chalti hai pata he chalta ke kab 0n h0 jati hai

kuch samjha kya

agar samajha to mujhe v samjha dena kyunki mein nahi samjhi

aur nahi samjha to d0bara mat puchna