arz hai.. (apne se likh raha hu) to arz hai...Yuvi yaar tu bara cute hai (wah wah)

tere ko dekh ke hum to ho gaye mute hai (wah wah)

zara gor farmaiyega

Yuvi yaar tu bara cute hai (wah wah)

tere ko dekhke hum to ho gaye mute hai (wah wah)


aap mere dil ko karte suit hai

lagta hai, (wah wah)aage b to suno janaab, lagta hai, aap hamari girlfriend ka bhoot hai (wah wah)

sukriya sukriya

ha ha ha ha
