Aap Khud Nahi Jante Aap Kitne Pyare Ho, Jaan Ho Hamare Par Jaan Se Pyare Ho, Duriyo Ke Hone Se Koi Farq Nahi Parta, Aap Kal Bhi Hamare The Or Aaj Bhi Hamari Ho…
Love he 4 akshar ka,keh bot kuch jata hai,Hate b he 4akshar ka magar kar bot kuch jata hai,manlo agar biryani me masala na ho to biryani ki kya kimat,isi tarah zindagi me love na hoto zindagi ki kya kimat.islia zindagi biryani hai.