Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai Jisme beeta hua kal nazar aata hai Bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye Aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai⦠:shy2: :shy2: :shy2: :shy2: :shy2: :shy2:
Haan chachu achi chizo ko to har koi pasnd karta hai maza to tb hai jo bigda hua ho use pyar kare aur usku itna acha bana den k har koi uska talabgar ban jaye