Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya, Jitna aapki baaton par karte hain, Itna intezar to apni saanson ka bhi nakiya, Jitna aapke milne ka karte hain…
"Puchte hai hume ye chand aur sitaare sabhi Apni tanhai ki wajah inhe kaise kahu? Tumne to de diye saare ghum is deewane ko Par khuda se tumhe ghum dene ko kaise kahu? "