Jo Kaha Unhone Toh Humne Apni Zindagi Nilam Kardi, Apni Zindagi Unke Liye Do Pal ki Mehman Kardi, Achcha Hua Naam Na Aaya Unka, Nahi Toh Voh Kehti, Humne Apni Khudgarji Ke Liye Unki Zindagi Badnaam Kardi…
Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota Toh kya hua agar hum tume na paa sake Sirf paane ka matlab pyar nahi hota…
Dur reh kar bhi teri fariyad karte hain. Apni tanhayi se teri baat karte hain. Tu bhul ja ya khuf-ae-badnami se ho juda. Har ghari har pal tujhi ko yaad karte hain.
Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate, Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate, Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me, Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate..
Jane kyu log hume aajmate hai, Kuch pal saath rahne ke baad door chale jate hai, Sach hi kahte hai log ki… Sagar ke milne ke baad log barish ko bhul jate hai..
Bachpan ke din kitne acche hote the, Tab dil nahi sirf khilone toota karte the, Ab ek aanshu gire to saha nahi jata, Bachpan me to dil bhar ke roya karte the…