gud nun
ussney kaha tum mein woh pehli si baat nai
maine kaha zindagi main tera saath nai
ussney kaha kya ab bhi kisi ki aankon main doob jaate ho
maine kaha ab kisi ki aankh main woh baat nai
ussney kaha kya main bewfaa hoon
maine kaha mujhe wafa ki talaash nai
ussney kaha bhool ja mujhe
maine kaha tu haqeeqat hai koi khawaab nai.
"♠" ♥♥ Tanha MikU ♥♥ "♠"